Company Information
Ask for more detail from the seller
Contact SupplierAutomatic beej chidkane me kam aata hai. (government subsidy approve)
ek ghante me 4 bheegha jameen par barabar doori par barabar matra me beej chidkta hai.
raat ko bhi beej chidak sakte hai.
Beej ki matra 100gm per bheegha se lekar 8 kilogram. Per bheegha beej tak adjust kar sakte hai.
Beej ki matra per bheegha fix karne ke baad tractor ki kisi bhi speed aur kisi bhi gear me chalane par beej barabar matra me girayega.
Baarish ya kharab mausam main bhi beej chidak sakte hai.
Kitni bhi ubad khabad jamin par bhi barabar matra me beej chidak sakte hai.
Khas vajah : majdoor ki jaroorat nahi padti hai aur beej chidkne wala majdoor night me drink karke beej chidta hai to uski durghatna ki bhi sambhawana rahti hai jo esme nahi hai.
Important : kisi bhi purane hera par bhi lagaya ja sakta uska charge matra rs. 9000- lagega.